Monday, June 29, 2026

Jadoo Ke Aqsaam


Fun e saher kay mahireen ka kahna hay kah, sahar e kuldani bohat he mushkil hay or is kay hasil karne mein sakht say sakth mahnat or mushakkat ka samna karna parta hay. Itna zaroor hay ke is ilm ka aamil apnay ilmi kamallat say wow o kamallat logo ko dikha deta hay ke jinko akal or faham bhi samjhnay say kasir mein. Is jaadu mein tamaam arwah ki taskheer hoti hay. Jis mareez ko tabeeb maheeno kay ilaaj say sahat yaabnahin kar pata, is jaadu ka jaanay walay chand lamhon mein durust kar dete hein or ye sahar bilashuba kufr hay.


Saher ki doosri kisum:

jin o insane ki taskhher karnay ki hay. Ye pahli kisam say sahal or asan hay. Hindustan mein is kisum ki bakasrat raij hay, or is kisum kay sahar mein bahawani, hanuman, kaali, bheron, loona, chumari, or mukhtalif dewi dewtaun ki dahaiyan day kar in k jaye waqooa per khushboo jala kar, dhooni day ker, bali chrha kar kaam lia jata raha hai ye bhi haram o kufr hay.

Saher ki teesri kisum:

taskheer e arwah e khabeesa hay or is mein kawwi hekal or kawwi ul jassa shakhs ki rooh ko kalam e shayateen parh ker taskheer kar lete hein or apne tabiya kar lete hein or in say misl e nokar kam lete hein. Is kisum k seher mein aksar aam tor say arwah e khabeesa say hi kam lia jata hay isliye ye bhi haram hay.

Saher ki chothi kisum:

mein mamool ki kuwwat wahma ko baaz arwah khabeesa ya jinnat kay ziryay kharab kar di jati hay yani mamool kay samnay ki chez nazar nahi ati, or ager nazar ati hay to wo holnak surat mein dikhai deti hay.

Sifli, kalay, hinduon k jaadu ya dunya kay kisi bhi sehri ilm mein koi fark nahi hay. Kiun kah bunyadi tor per ye shetani ilm hay. CHurailein, budroohein, sifli mokl, khabees jin shaitaan k pairokaar or kalay jaadu kay lawazmaat hein. Gandgi jaisay gobar, peshad or maada e munawiya ka istemal is jaadu ki bunyad hein. Inko khana peena is kay aamilo kay liye shart hay or najaasat mein rahna aik pabandi hay or is ka aamel badkaar or ayash hota hay. Zahir hay ye sab shetaan ko khush karne k liye kia jata hay or jo burai ki inteha per khush hota hay.

PORA WEEK YAY AMEL IS TADAD AUR ROUTINE K SATH JARI RAKHIN. HER KISM K JADU SE NIJAT MIL JAY GE AUR GAIB SE ROZI KE ASBAB PAIDA HO JAIN GE.

SATURDAY: READ ( YA GHANIU, 1060 TIMES ) AFTER FAJAR PRAYER 

SUNDAY: READ ( YA FATAHU, 479, TIMES ) AFTER ZOHAR PRAYER

MONDAY: READ ( YA LATIFU 129, TIMES ) AFTER  ASAR  PRAYER

TUESDAY: READ (YA KABIZU 903, TIMES ) AFTER MAGRIB PRAYER

WEDNESDAY: READ ( YA MUTALU, 541 TIMES ) AFTER ESHA PRAYER

THURSDAY: READ ( YA RAZAKU, 308 TIMES ) AFTER FAJAR PRAYER

FRIDAY: READ ( YA NOORU, 256 TIMES ) AFTER ZOHRAR PRAYER 

SPIRITUAL CURE: Her kism ke jadu, sehar, sifli amel ke asrat khtam karny ke liy 41 roz tak her namaz  ke bad awal-akhir Durood Sharif 3 bar, Surah Al-Fatihah 7 bar, Ayatal Kursi 7 bar, Surah Falk 7 bar, Surah Nas 7 bar perh kar pani per dam kar k petay rahin. her namaz  ke bad in kalmat ko rozana pertay rahin. kisi kisum ka jadu asar nahi kary ga aur her kisum ke musebat se nijat mil jay ge.

jadu aik haqeqat he or uska elaaj kerna sunnat he..lkn aj kal her koi choti choti bemari ko bhi jadu smajha jata he...jab kh sahaba rz ki zindagi me gor kya jaye to hamesha museebat ke ane pr pehle faraiz me gor krta kh kahn koi fard to hm se nahi choot raha masalan namaz roza hajj zakat or koi gunnah ka kaam to hm se nahi ho raha jis ki waje se ye musebat hm pr aye he.

Phir agr faraiz me koi kami na hoti to phir sunnat me gor kerte kh koi sunat to hm se nahi choot rhi jis ki waje se ye museebut hm pr aye he..lihaza guzarish he kh hm sub bhi pehle in cheesoun me gor kerliya krein che jaike forun is ko jadu ka naam de dena..kuch bre gunnah ye he darhi mundwana bdnazri kerna namaz na perhna waldain ki na farmani zulm kerna wagera wagera 


1) ager kisi ny khowab main pakhana deakha ho ya pishab deakha ho ya apna app ko ghosal khana main deakha hoo ya pakhana us ka jisam main laga dekha garaz yeah ka najis ko deakha ho khowab main.

2)sir main darad rehna
3)pora jisam main darad rehna .
4) sex ki khowahish barna yani sex ki talab main zayatee hona .
5) kamar aur ghordo main darad rehna .
6) galeez galeez paad ana .
7) jisam main agg mehsos hona.
8) pora jisam garam rehna aur nak aur mu se garam hawa nikal .
9) ankhe jalna aur lal rehna.
10)pishab aur pkhana bar bar ana .
11) dil tazz tazz darak na .
12 ) sans mushkel se ana aur sena main darad rehna .
13) chir chira ho jana .
14) face jo hai kala ho jana jitna saket jado ho ga otna he face kala ho ga .
15) pet main darad rehna aur dast jesa pkhana karna yani bad hazme walay .
16) face per danay nikal na.
17) face behanak ho jana .
18) dil main ghabrate hona .
19 ) bay sakone mehsos karna
20 ) sab kuch hona ka ba wajood na kush hona .
21) pet ka khaya piya gayab ho jana yani jo khaya tha wo ada ya 1 ganta main gayab phir bhook lagna lag jatee hai yani khana bar bar khana .
22) namaz se door aur allah se nafrate karna aur bora bala kehna dil main yeah was wasa hota hai
23) galah kharab rehna aur voice quality be
24) khowab main darna aur ajeeb ajeeb dorona khowab deakna kabe makre kabe sanap kabe chopkali aur lal bake .
25) dil main ajeeb se khof hona aur dar be.
26) jisam main soheya chub na.
27 meda main dard rehna aur matli ki shekayat rehan .
28) kahely aur dehla ho jana yani nikama ho jana aur khoob sona dair dair tak .
29) demage ka theek kam nahi karna kisi cheez ka jaga per rakha kar bhool jana aur phir baad main doond ta rehna yadasht ka kamzoor ho jana pasa ka lan dan main pasa zada de dena
30) apna app se nafrate karna .
31)  ankho ka samna blue ya ping colour daba nazar ana ya phir lines nazar ana ajeeb see
32) belawaja ki zada thakan hona 
33) quran perna se ya suna se jisam main darad ya takleef hona
34) sena main jalan or tazabiyat hona 
35 bar bar ahtalam hona mard ko   
36 jisam ki ragee kich na jisam ka parakhna 
37 hath payer sun ho jana 
38 sir main dana nikal na 
39 pishab main bohat tazz badbu ana 
40 pakhana bohat zada badbu dar ana 
41 jisam main sarde lagna
42 payro main dard rehna  
43 khoweb main kuta deak na or morde deak na or bicho
44 din ba din sookte jana 
45 madicine asar na karna ya phir kabe kabe start main madicine asar karte hai or us ka baad wohe madicine nooksan pouchate hai ya phir shoro main faida hota hai us ka baad nahi hota 
46 zina deak na khoweb main khoweb main larki or larka ko sex karta howa deak na ya nanga deak na 
47 jisam bhare hona ya sir bhare ya kanda bare hona

Her jado ki takleefat ki pachan alag hotee hai jasa jado kiya hota hai us ki wase he pachan hotee hai laken yeah alamat be hotee hai jo mana uper likhi hai .abb yeah jadogar ka uper hai ka wo banda ko kaun se takleef dena chata hai for example:


Wo kisi larki ki izat kharab karna chata hai aur us ka ma baap ka mu kala karna chata hai taka wo masharay main zalil ho .to wo you kareen ga ka us larke ki sex power bara de ga yani hawas bara dega aur demage per control kareen ga apna jado se. sex ka was wasa dala ga phir dil ko sex ki taraf oksahe ga .jisam ko garam karde ga taka hot rahe larke .us ka baad demage ki sochna ki salaheyatee band karde ga yani demage per bandish karee ga .us ka baad namaz aur quaran se door karee ga q k namaz aur quaran se jado kaat jata hai

Yeah hota hai sex ka jado yeah hasad main kiya jata hai ya kisi ko be randi banana ka liya kiya jata hai is jado main larki ka demage kam nahi karta us ka zahan main bus 1 he baat atee rehtee hai ka bus sex karna hai us ka demage main marad ki sex ki cheeze nazar atee hai aur us ko belkul samjh nahi ata yeah ho kya raha hai us ka under ki hawas bar choki hotee hai chaha wo kuch be karlay laken khatam nahi hotee us ka dil be us ko oksa raha hota hai akhir kar wo kisi na kisi se sex karlatee hai kio ka us per yeah tamam kam jado se kiya hota hai.

Boht sare log yeah kehta hai ka jado quaran pak se nahi kaat ta aur un ka yeah man na hai ka loha ko loha he kaat ta hai laken yeah galat hai ager kisi per se jado nahi kaat raha to us ki kuch waja hotee hai yeah zaroore nahi ka app jado sirf 4 qul se kaat rahe hai. jesa doctor her bemare ka liya alag medicine deta hai wo her bemare ka liya sirf panadol he use nahi karta .ishe tarah jado ki condition pehala maloom karni partee hai phir us ka baad is ko souratee se kaatna parta hai her sourate ka alag fawahid hai yeah zaroore nahi ka 4 qul he tamam kisam ka jado ko katay ga.

0 komentar:

Post a Comment